top 100
·
top new
·
updates
·
submit lyrics
#
A
B
C
D
E
F
G
H
I
J
K
L
M
N
O
P
Q
R
S
T
U
V
W
X
Y
Z
Correct Deewana Main Tera Lyrics
Lyrics
►
Artists: K
►
Kumar Sanu
►
Correct Deewana Main Tera
Artist:
Song:
Comment:
Lyrics:
Na Sona Na Chaandi Na Heere Na Moti, Saari Duniya Se Main Begana Deewana Deewana Main Tera O Sanam Janeman Deewana Deewaana Main Tera O Sanam Janeman Na Aanchal Na Chudi Na Payal Na Kajal, Saari Duniya Se Main Begani Deewani Deewani Main Teri O Sanam Jaanemann Deewana Deewana Main Tera O Sanam Jaanemann Mohabbat Ki Surat Mein Yu Rab Mila, Tera Pyaar Pakar Mujhe Sab Mila Mujhe Mil Gayi Ek Nayi Jindagi, Ajab Cheez Hai Ye Sanam Aashiqi Haan Sanam Aashiqi Na Rasme Na Kasame Iraade Na Waade, Saaari Duniya Se Main Begaana Deewana Deewana Main Tera O Sanam Janeman Haan Deewaani Deewaani Main Teri O Sanam Janeman Main Tujhako Tujhi Se Sanam Maangati Hoon Main Sabse Jyaada Tujhe Chaahati Hoon Jara Chir Ke Dil Jahaa Ko Dikha Do Mohabbat Bhare Dil Ki Kemat Bata Do, Kemat Bata Do Na Daulat Hukumat Na Puja Ibaadat, Saari Duniya Se Main Begaani Deewaani Deewaani Main Teri O Sanam Janeman Deewana Deewana Main Tera O Sanam Janeman Na Aanchal Na Chudi Na Payal Na Kajal Na Sona Na Chaandi Na Heere Na Moti Na Daulat Hukumat Na Puja Ibaadat Na Rasmein Na Kasame Iraade Na Waade Na Basti Na Jungle Na Raste Na Majil Na Rishtein Na Naate Na Dhaage Na Bandhan Saari Duniya Se Main Begaana Deewana Deewana Main Tera O Sanam Jaanemann Haan Deewaani Deewaani Main Teri O Sanam Jaanemann.
add rows